Top 5 Premium Lightroom Presets Download

Hello Doston.aaj ke is post me ham aapko batayenge aap top 5 lightroom presets ko kaise download kar sakte ho aur use kar sakte ho.

Lightroom Kya Hai?

doston lightroom adobe company ka hi ek mobile app hai or ye softwere me bhi avilable hai.lekin is post me ham lightroom ke mobile version ke baare me baat karenge.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

lightroom mobile app photo editing ke liye kaafi popular hai.khaas taur se lightroom photo ko retouch karne ke liye jyada jaana jaata hai.

Lightroom Presets Kya Hai?

Doston jaisa ki hamne aapko bataya ki lightroom app photo editing app hai.lekin kisi bhi photo editing app me photo ko edit karne me kaafi time lagta hai.jaise photo me light ko adjust karna colour grading karna.

Aese me bahut jyada time lag jaata hai.lekin lightroom preset ki madad se ham kisi bhi photo ko sirf 1 click karke edit kar sakte hain.

Lightroom preset kaise use kare?

Lightroom preset ko use karna bahut aashaan hai ham aapko jo step bata rahe hain bas aap follow karte jaiye.

  • Sabse Pahle Lightroom App Open Kijiye
  • Ab Lightroom App Me Log In Kijiye Ya Skip Kijiye
  • Ab Aapke Samne Lightroom Ka Home Page Aa Gya Hoga
  • Aapko Niche Ki Aor Ek + Ka Icon Dikhega Uspe Tap Kijiye
  • Ab Aapke Phone Me Jo Bhi Lightroom Ka Preset Hoga Wo Show Hoga
  • Ab Aapko Lightroom Preset Ko Add Karke Open Karna Hai
  • Ab Aapko Uper Ki Aor 3 Dot Ka Icon Dikhega Uspe Tap Kijiye
  • Ab Aapko Copy Setting Pe Click Karna Hai
  • Copy Setting Karne Ke Baad Jis Bhi Photo Ko Aap Edit Karna Chahte Hain
  • Us Photo Ko Lightroom Me Add Kijiye
  • Ab Fir Se 3 Dot Ke Icon Pe Click Kijiye
  • Ab Jis Photo Ko Edit Karna Hai Aapko Usme Paste Kar Dijiye
  • Ab Aapka Photo Edit Ho Gya Hoga

Lightroom Presets Kaise Download Kare?

Doston Waise To Lightroom Preset Aap buy bhi kar sakte hain or khud se bana bhi sakte hain agar aapko hamse lightroom ke top 5 primium preset chahiye to mene iska link niche de diya hai aap download wale button pe click karke easily download kar sakte hain.

Doston mujhe ummid hai ki aapko ye post pasand aayi hogi.post ko padhne ke liye aapka bahut-bahut dhanyawaad.

Leave a Comment