PicsArt Smoke Concept Editing Tutorial

picsart manipulation editing

Hello Doston.Aaj Ke Is Post Ham Aapko Batayenge Aap Smoke Concept Photo Editing Kaise Kar Sakte Hain Picsart App Use Karke.

Doston Agar Aapko Sikhna Hai Picsart App Me Smoke Concept Photo Editing Kaise Kare.To Jo Bhi Step Ham Aapko Bata Rahe Hain Dhyan Se Read Kijiye Or Hamare YouTube Video Bhi Dekhiye.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

PicsArt App Kya Hai?

Doston Agar Aapko Photo Editing Karna Hai Wo Bhi Apne Mobile Se To Aapke Liye PicsArt App Se Achha App Koi Nahi Ho Sakta Agar Sidhi Language Me Bole To PicsArt App Mobile Se Photo Editing Karne Wale

Saare App Me Se King Hai PicsArt App Ke Andar Ham Bahut Kuchh Kar Sakte Hain.Isme Bahut Se Tools Mil Jayenge Aapko Jo Or Kisi App Me Nahi Milenge

PicsArt App Me Photo Kaise Edit Kare?

Doston Jab Aap First Time PicsArt App Ko Use Karenge To Aapko Aesa Lagega Picsart App Se Aap Photo Editing Nahi Kar Sakte.Kyonki Iske Andar Bahut Saare

Tools Diye Gaye Hain Jisse Aap Next Lavel Ki Photo Editing Kar Sakte Hain.Bas Jaroorat Hai Aapko Saare Tools Ko Samajhne Ki.

Smoke Concept Photo Editing In PicsArt

Doston Agar Aap Smoke Concept Photo Editing Karna Chahte Hain To Hamare Bataye Gaye Steps Ko Follow Kijiye Or Hamare Video Bhi Dekhiye Taaki Aapko Achhe Se Samajh Aa Sake

  • Sabse Pahle Picsart App Install Kare Play Store Se
  • Uske Baad Open Karen.
  • Ab Aapko Niche Ki Aor Ek + Ka Icon Dikhayi Dega.
  • + Wale Icon Pe Click Kare.
  • Ab Background Ko Open Kijiye.
  • Ab Aap Jis Photo Ko Edit Karna Chahte Hain Use Add Kijiye Add Photo Pe Click Karke
  • Ab Cutout Tool Ki Help Se Apni Photo Ka Background Erase Kar Le.
  • Ab Photo Ko Background Me Sahi Position Me Set Kare.
  • Ab Lighter Ke Png Ko Apni Hand Pe Set Kare.
  • Sigret Aap Pahle Se Le Sakte Hain Ya Iska Bhi Png Download Kar Ke Use Kar Sakte Hain.
  • Ab Ek Light Effect Ka Png Add Kare.
  • Ab Background Png Set Ho Jaane Ke Baad Photo Ko Background Se Match Karane Ke Liye.
  • Lightroom App Open Kare.
  • Lightroom Ke Andar Sabse Pahle Light Ko Adjust Kare.
  • Ab Colour Mix Me Jakar Apne Hisaab Se Colour Ko Background Se Match Kara Den.

Background

Conclution:- Doston Jaisa Hamne Aapko Bataya Is Post Me Picsart Se Photo Kaise Edit Kare. Bas Aap Us Steps Ko Follow Kar Ke Edit Kar Sakte Hain,Mujhe Ummid Hai Aapko Ye Post Pasand Aayi Hogi.

Leave a Comment