PicsArt Photo Editing White Tone Effect

Hello Doston,Aaj Ke Is Post Me Ham Aapko Batayenge.Aap Kis Tarah White Tone Effect Wali Editing Kar Sakte Hain.PicsArt App Use Karke.

PicsArt App Kya Hai ?

Doston Sabse Pahle Jante Hain.PicsArt App Kya Hai ?Doston PicsArt Ek Photo Editing App Hai.Jisme Ham Kai Tarah Ke Photo Editing Kar Sakte Hain.Example Ke Liye Photo Background Change/Manipulation Editing/Background Colour Change/Photo Retouching/Etc.Kar Sakte Hain.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

Ye Sabhi Android Phone Me Available Hai.Or Bahut Hi Easily Ye Aapko play Store Pe Mil Jayega.Aap Free Me Download Kar Ke Use Kar Sakte Hain.To Doston Ab Ham Aapko Jo Bhi Steps Bta Rahe Hain.Aap Follow Kijiye Or Bird Photo Editing Kijiye.

  1. Light Adjustment

Guy’s First Of All Ham Apni Photo Me Light Ki Adjustment Karenge.Kyonki Ham Jab Bhi Photo Click Karaate Hain.Us Time Light Proper Nahi Mil Paati Hamari Photo Me.Isliye Light Ki Adjustment Kaise Karni Hai.Ye Mai Aapko Bata Raha Hu.Aap Dhyan Se Dekhiye.

  • Photo Ko PicsArt App Me Open Kare
  • Ab Tools Pe Click Kare
  • Ab Adjust Ko Slect Kare
  • Ab Brightness/Contrast/Clarity/Seturation Ye Sab Kuchh Apni Photo Me Set Kijiye.
  • Lekin Agar Aapke Face Pe Jyada Iska Effect Aa Jaye To Eraser Ki Help Se Face Se Erase Kijiye.
  • Ab Light Ki Adjustment Ho Gyi.

FX(Effects) Ka Use

Doston Ab Baat Karte Hain.Aapko Effects Kaise Use Karna Hai.Or Kon Sa Effect Use Karna Hai.Doston Ham Aapko Jo Bhi Step Bta Rahe Hain.Aap Bas Follow Kijiye.

  • FX(Effects) Pe Click Kijiye
  • Ab Aapke Samne Bahut Se Effects Ki Category’s Dikhayi Degi.
  • Aapko Sabse End Me Jaana Hai.
  • Colours Wale Category Ko Slect Kare.
  • Ab Colour Replace Pe Click Kijiye.
  • Ab Jo Circle Aapko Dikhega Uske Bich Me Ek Plus Ka Icon Hoga.
  • Plus Wale Icon Ko Background Ke Kisi Ek Colour Pe Rakh Den.
  • Ab Replace Hue Ki Help Se Apne Photo Me Background Colour Ko Change Kijiye

Read Also – Picsart full version

Smoke Png Kaise Add Kare ?

Doston Is Photo Editing Ke Tutorial Me Hamne Ek Smoke Ke Png Ka Use Kiya Hai.Smoke Png Ka Use Aap Chaho To Apne Hisaab Se Bhi Kar Sakte Hain.Lekin Agar Aapke Photo Me Pose Seeting Ka Hai.

To Aap Smoke Wale Png Ka Use Apne Lower Side Ki Aor Kar Sakte Hain,Jisse Aapke Photo Me Bahut Hi Amazing Look Milega.

Light Png Kaise Use Kare ?

Doston Ab Ham Aapko Bta Rahe Hain.Light Ka Png Kaise Use Kar Sakte Hain.Light Ka Png Aap Apne Photo Ke Pose Ke Hisaab Ke Bhi Use Kar Sakte Hain.Lekin Aap Chaho To Light Wale Png Ka Use Apne Shoulder Ke Thoda SA Uper Kar Sakte Hain.

Conclusion :- Doston Is Post Me Hamne Aapko Bataya.Aap Kis Tarah Picsart App Ka Use Karke Moody White Tone Effect Photo Editing Kar Sakte Hain.So I Hope Ki Aapko Ye Post Pasand Aayi Hogi.

Leave a Comment