PicsArt Cb Photo Editing Background
PicsArt App Kya Hai ?
Doston Sabse Pahle Jante Hain.PicsArt App Kya Hai ?Doston PicsArt Ek Photo Editing App Hai.Jisme Ham Kai Tarah Ke Photo Editing Kar Sakte Hain.Example Ke Liye Photo Background Change/Manipulation Editing/Background Colour Change/Photo Retouching/Etc.Kar Sakte Hain.
Ye Sabhi Android Phone Me Available Hai.Or Bahut Hi Easily Ye Aapko play Store Pe Mil Jayega.Aap Free Me Download Kar Ke Use Kar Sakte Hain.To Doston Ab Ham Aapko Jo Bhi Steps Bta Rahe Hain.Aap Follow Kijiye Or Bird Photo Editing Kijiye.
Light Adjustment
Guy’s First Of All Ham Apni Photo Me Light Ki Adjustment Karenge.Kyonki Ham Jab Bhi Photo Click Karaate Hain.Us Time Light Proper Nahi Mil Paati Hamari Photo Me.Isliye Light Ki Adjustment Kaise Karni Hai.Ye Mai Aapko Bata Raha Hu.Aap Dhyan Se Dekhiye.
Photo Ko PicsArt App Me Open Kare
Ab Tools Pe Click Kare
Ab Adjust Ko Slect Kare
Ab Brightness/Contrast/Clarity/Seturation Ye Sab Kuchh Apni Photo Me Set Kijiye.
Lekin Agar Aapke Face Pe Jyada Iska Effect Aa Jaye To Eraser Ki Help Se Face Se Erase Kijiye.
Ab Light Ki Adjustment Ho Gyi.
FX(Effects) Ka Use
Doston Ab Baat Karte Hain.Aapko Effects Kaise Use Karna Hai.Or Kon Sa Effect Use Karna Hai.Doston Ham Aapko Jo Bhi Step Bta Rahe Hain.Aap Bas Follow Kijiye.
FX(Effects) Pe Click Kijiye
Ab Aapke Samne Bahut Se Effects Ki Category’s Dikhayi Degi.
Aapko Sabse End Me Jaana Hai.
Colours Wale Category Ko Slect Kare.
Ab Colour Replace Pe Click Kijiye.
Ab Jo Circle Aapko Dikhega Uske Bich Me Ek Plus Ka Icon Hoga.
Plus Wale Icon Ko Background Ke Kisi Ek Colour Pe Rakh Den.
Ab Replace Hue Ki Help Se Apne Photo Me Background Colour Ko Change Kijiye
Download