PicsArt Best Cb Hair Style Editing

Hello Doston Aaj Ke Is Post Me Ham Aapko Batayenge Aap Kis Tarah Picsart App Use Karke Apne Photo Ko Cb Editing Kar Sakte Hain.

Doston Agar Aapko Sikhna Hai To Is Post Ko Pura Read Kijiye.Or Is Editing Me Use Hone Waale Background And Png Aapko Niche Mil Jayenge Aap Waha Se Easily Download Kar Sakte Hain.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

PicsArt App Kya Hai ?

Doston Sabse Pahle Jante Hain.PicsArt App Kya Hai ?Doston PicsArt Ek Photo Editing App Hai.Jisme Ham Kai Tarah Ke Photo Editing Kar Sakte Hain.Example Ke Liye Photo Background Change/Manipulation Editing/Background Colour Change/Photo Retouching/Etc.Kar Sakte Hain.

Ye Sabhi Android Phone Me Available Hai.Or Bahut Hi Easily Ye Aapko play Store Pe Mil Jayega.Aap Free Me Download Kar Ke Use Kar Sakte Hain.To Doston Ab Ham Aapko Jo Bhi Steps Bta Rahe Hain.Aap Follow Kijiye Or Bird Photo Editing Kijiye.

Read Also- PicsArt Hd Photo Editing

Light Adjustment

Guy’s First Of All Ham Apni Photo Me Light Ki Adjustment Karenge.Kyonki Ham Jab Bhi Photo Click Karaate Hain.Us Time Light Proper Nahi Mil Paati Hamari Photo Me.Isliye Light Ki Adjustment Kaise Karni Hai.Ye Mai Aapko Bata Raha Hu.Aap Dhyan Se Dekhiye.

  • Photo Ko PicsArt App Me Open Kare
  • Ab Tools Pe Click Kare
  • Ab Adjust Ko Slect Kare
  • Ab Brightness/Contrast/Clarity/Seturation Ye Sab Kuchh Apni Photo Me Set Kijiye.
  • Lekin Agar Aapke Face Pe Jyada Iska Effect Aa Jaye To Eraser Ki Help Se Face Se Erase Kijiye.
  • Ab Light Ki Adjustment Ho Gyi.

FX(Effects) Ka Use

Doston Ab Baat Karte Hain.Aapko Effects Kaise Use Karna Hai.Or Kon Sa Effect Use Karna Hai.Doston Ham Aapko Jo Bhi Step Bta Rahe Hain.Aap Bas Follow Kijiye.

  • FX(Effects) Pe Click Kijiye
  • Ab Aapke Samne Bahut Se Effects Ki Category’s Dikhayi Degi.
  • Aapko Sabse End Me Jaana Hai.
  • Colours Wale Category Ko Slect Kare.
  • Ab Colour Replace Pe Click Kijiye.
  • Ab Jo Circle Aapko Dikhega Uske Bich Me Ek Plus Ka Icon Hoga.
  • Plus Wale Icon Ko Background Ke Kisi Ek Colour Pe Rakh Den.
  • Ab Replace Hue Ki Help Se Apne Photo Me Background Colour Ko Change Kijiye

Background Png Kaise Download Kare ?

Doston Background And Png Download Karna Bahut Hi Aashaan Hai.Niche Aapko Background Dikh Rahi Hogi Or Thik Uske Hi Niche Aapko Light Ki Png Dikh Rahi Hogi Aap Uspe Tap Karke Rakhiye.

Ab Aapko Download Image Ka Option Milega Aap Uspe Click Karke Easil Background Or Png Ko Download Kar Sakte Hain.

Leave a Comment