Lightroom Mobile Moody Orange Preset

Hello Doston. Aaj Ke Is Post Me Ham Aapko Batayenge Aap Lightroom App Ki Help Se Kis Tarah Moody Orange Colour Tone Add Kar Sakte Hain.Apne Photo Me

Lightroom App Kya Hai?

Doston Sabse Pahle Aapko Bata De Lightroom Ke Baare Me Ki Lightroom Kya Hai.Uske Baad Aapko Batayenge Lightroom Me Aapko Kaise Apne Photo Ko Edit Karna Hai.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

Doston Lightroom Ek Photo Editing App Or Software Hai.Jiski Help Se Ham Apni Photo Ko Edit Kar Sakte Hain.Ye Phone Me Bhi Or Windows Me Bhi Available Hai.

Lightroom Me Kaise Edit Kare ?

Doston Lightroom App Ke Andar Apne Photo Ko Edit Karna Bahut Aashaan Hai.Lightroom App Aapke Photo Ko Retouch Karne Ke Liye.Kaafi Achha App Hai.Agar Aapko Janna Hai Ki Lightroom App Me Photo Kaise Edit Karte Hain.To Ham Aapko Jo Step Bata Rahe Hain.Aap Bas Follow Kijiye.

Doston Lightroom App Me Ham 2 Tarah Se Apne Photo Ko Edit Kar Sakte Hain.

1 Sabse Pahla Tarika Ye Hai Ki Ham Apni Photo Ko Jaise Dusro App Me Edit Karte Hain.Waise Manually Edit Kar Sakte Hain.Isme Aapko Time Bhi Lag Sakta Hai.

2 Ab Doston Dusra Tarika Bahut Hi Aashaan Hai.Ye Mai Isliye Bol Raha Hu.Kyunki Isme Aapko Jyada Kuchh Karne Ki Jaroorat Nahi Hai.Bas Aapko Copy Karna Hai. or Paste Karna Hai.

Is Method Ko Ham Lightroom Preset Kahte Hain.Iski Madad Se Ham Apni Photo Ko Sirf Ek Click Me Edit Kar Sakte Hain.

Lightroom Preset Kya Hota Hai ?

Doston Agar Aap Apni Photo Ko Sirf Ek Click Me Edit Karna Chahte Hain.To Ye Sirf Lightroom Me Possible Hai.Ye Lightroom Preset Ki Help Se Ho Sakta Hai.Agar Aap Sikhna Chahte Hain.To Jo Ham Aapko Step Bata Rahe Hain.Aap Follow Karte Jaiye.

  • Sabse Pahle Lightroom App Open Kare
  • Ab Aapko Add Photo Wale Option Pe Click Karke Apne Photo Ko Add Karna Hai.
  • Ab Aap Jis Bhi Colour Tone Ki Edit Karna Chahte Hain.
  • Us Colour Tone Ki Preset Ko Add Kare.
  • Ab Sabse Pahle Preset Pe Click Karke Open Kare.
  • Uper Ki Side Right Me Aapko 3 Dots Ka Icon Dikh Raha Hoga.
  • Uspe Tap Kijiye Or Niche Aaiye. Ab Aapko Copy Setting Pe Click Karna Hai.
  • Setting Copy Karne Ke Baad.
  • Apni Photo Ko Open Kare.
  • Ab Fir Se 3 Dots Ke Icon Pe Click Kijiye.
  • Niche Ki Aor Aane Ke Baad Ab Aapko Paste Setting Pe Click Karna Hai.
  • Ab Aapki Photo Edit Ho Gayi.

Moody Orange Lightroom Preset.

Doston Is Post Me Ham Aapko Ek Preset Dene Waale Hain.Moody Orange Ka Jiski Help Se Aap Sirf Ek Click Me Apni Photo Ko Moody Orange Wali Editing Kar Sakte Hain.

Preset Kaise Download Kare ?

Doston Ab Aapko Preset Download Kaise Karna Hai.Ye Jaan Lijiye. Niche Aapko Ek Download Ka Button Dikh Raha Hoga. Download Button Pe Click Karke Aap Moody Orange Wale Preset Ko Download Kar Lijiye.Or Apne Photo Ko Edit Kijiye.

Conclusion:- Doston Is Post Me Hamne Aapko Bataya Aap Kis Tarah Se Lightroom Me Moody Orange Colour Tone Ki Editing Kar Sakte Hain.I Hope Ki Aapko Ye Post Pasand Aayi Hogi.

Leave a Comment